2 BHK flat in Delhi. Delhi, jaise achi jagah ghar lena har koi chahta hai, par prices aur location ka balance bana sabsa bada challenge hota hai. Agar, aap delhi mein apna 2 BHK flat lena chahte hai toh yeh blog apke liye hai.
2 BHK Flat Kyun Best Hai?
Budget-friendly: 2 BHK flats, 3 BHK flats ke according affordable hote hai. 1 BHK flat affordable hote hai, par spacious nahi hote.
Space or comfort: 2 BHK flat mein apko space aur comfort dono ka combination milega. Jiski wajah se aap apna lifestyle enjoy kar sakte hai.
Low maintenance cost: 3 BHK ke comparison mein 2 BHK ka maintenance cost kaam hota hai.
Rental income: Agar, aap future mein property rent karna chahte hai toh apko rental income bhi achi milegi.
2 BHK Flat Ke Prices
Budget-friendly: Rs. 40 Lakh- Rs. 60 Lakh
Mid-range: Rs. 60 Lakh- Rs. 90 Lakh
Premium: Rs. 1 Cr or above
Flat Lene Se Phele Yeh Dhayan Rakhein
Budget: Apna budget set karein aur dekhein ki apko flat ke sath konsi facilities aue amenities mil rahi hai.
Location: Flat prime location mein ho, jahan se apko sari facilities aur amenities available mile. Jaise schools, colleges, hospitals and markets.
Connectivity: Connectivity bhi zaroor check karein. DTC buses, auto, cab, rikshaw aur metro sab ka easy access ho. Taaki apko commute karne mein easy ho.
Builder reputation: Flat lene se pehle builder ke previous project check karein or project timely delivered hai ki nahi yeh bhi check karein.
Resale value: Property ki resale value bhi check karein
Contact us
Aur jankari or affordable properties ke liye hume call karein
Phone No: 9871832569, 9220957056